Hadi Help Line
  • (+92) 346 512 1270

  • ASK A QUESTION

  • Home
  • ASK A QUESTION
  • BROWSE QUESTIONS
  • RESOURCES
  • ABOUT US
  • CONTACT US
  • Home
  • Questions / Answers

Questions / Answers

# 1904

assalam o laikum mera sawal he ki me mulazim mujy mujy hafty mai ik dafa aur baz dafa teen din safr krta hun mujy rozy aur namaz k hukum btyga mai ayatullah syed ali sestani ka muqallid hun

Question Date: 10/05/2018

wa salam hafty me teen din safr krta ho aur shari masafat be pori ho jo ki 45 kilometer banta he to wo kaseer e safr k hukum me ayga aur namaz roza kamil hoga agr teen din sy kam ho to qasir he jazaklaah(ayatullah syed ali sestani )

Porto Website Template

Aap ke masail ka hal aur sawalaat ka jawab bar waqat dena hamari awaleen tarjeeh hai aur is ke liye tamam mumkina wasail barooay kar laaye jatay hain. Hamaray Ulema e karam tamam sawalaat ke jawabaat aur masail ke hal Ayema Athaar (AS) say manqool ahadees aur Maraji Uzam kay fatawa ki roshni mein intehai zimma daari se dete hain.

Official Address
  • Address: 168, Faiz Ahmed Faiz Road, Islamabad, Pakistan
  • Email: ask@hadihelpline.com
WhatsApp
(+92) 346 512 1270

© Copyright 2016. All Rights Reserved. | Privacy Policy | Contact